Ajnabee shaher kay... 
ajnabi shaher k ajnabi raste
mari
tanhai per muskurate rahay
mai buhaat der tak yonhen chalta raha
tum buhat der tah yaad atay
rahay
ajnabi shaher k ajnabi raste
mari tanhai per muskurate rahay
zeher milta raha zeher sayte rahay
roz
jalte rahey roz marte rahay
zindagi bhi tumhain azmati rahee
or hum bhi osay azmate rahay
ajnabi shaher k ajnabi raste
mari tanhai per muskurate rahay
zahkum jab bhi koi zehan per laga
zindagi
ki teraf aik dareecha khula
hum bhi goya kisi saaz k taar hain
choot kahte rahay gungunate
rahay
ajnabi shaher k ajnabi raste
mari tanhai per muskurate rahay






Woh khaghaz ki... 
wo
kaghaz ki kashti wo barish ka pani
muhalle ki sab se purani nishani
wo burhia
jise bachhe kehte the nani
wo nani ki batoon main sadiun ka dera
wo
chehre ki jhuriun pe ghum ka andhere
bhulaye nahi bhool sakta hai
koi
wo chooti si ratein wo lambi kahani
wo kaghaz ki kashti wo barish
ka pani
kari dhoop main apne ghar
se nikalna
wo chiriya wo bulbul wo titli pakarna
wo guria ki shadi main
larna jhagarna
wo jhoole se girna wo gir ker sambhalna
wo pital k chaloon k pyare se thufe
wo tooti hoi choodiun ki nishani
wo
kaghaz ki kashti wo barish ka pani
kabhi ret k oonche teeloon
pe jana
gharoonde banana bana ker mitana
wo masoom chahat ki
tasveer apni
wo khwaboon khyaloon ki taqdeer apni
na duniya ka ghum na hi rishtoon
k bandhan
bari khoobsurat thi wo zindagani
wo kaghaz ki kashti
wo barish ka pani






Jab samne tum.. 
dekh ker tum ko yakeen hota
hai
koi itna bhi haseen hota hai
dekh pate hain kahan hum tum ko
dil kahien hosh
kahien hota hata hai
aaker chale na jana aese
nahi satana
de ker hansi laboon ko aankhoon ko mat rulana
bhool ker tum ko na ji pain ge
Saath tum hoge jahan jaein ge
hum koi waqt nahi
hain humdum
jab bulao ge chale aaein ge






Javairia